• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Dard-Mand Ki Hun Sada Kisi Dil-Jale Ki Pukar Hun

Kisi Dard-Mand Ki Hun Sada Kisi Dil-Jale Ki Pukar Hun

kisi dard-mand ki huun sada kisi dil-jale ki pukar huun

jo bigaḌ gaya vo nasib huun jo ujaḌ ga.i vo bahar huun

koi mujh pe phuul chaḌha.e kyuun koi mujh pe sham.a jala.e kyuun

koi mere paas bhi aa.e kyuun ki main hasraton ka mazar huun

bhala mujh pe Dha.en to Dha.en kya sitam ab zamane ki andhiyan

main bujha hua sa charagh huun main miTa hua sa ghubar huun

kahun kya hai kya miri zindagi ye hai zindagi koi zindagi

vo hai dushman-e-dil-o-jan mira dil-o-jan se jis pe nisar huun

shab-o-roz lab pe hai ai ‘vafa’ ye dua ki maut hi de ḳhuda

jo yahi hai mere nasib men ki asir-e-dam-e-bala rahun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Funun-E-Latifa

Meri Ruswai Ka Yun Jashn Manaya Tumne

Pila Saqi Bahaar Aae Na Aae

Dil Laga Lete Hain Ahl-E-Dil Watan Koi Bhi Ho

Ujle Mathe Pe Nam Likh Rakkhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet