• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumne Hamara Sath Diya to KHud Ko Hum Pa Jaenge

Tumne Hamara Sath Diya to KHud Ko Hum Pa Jaenge

tum ne hamara saath diya to ḳhud ko ham pa ja.enge

varna apni zaat se hamdam phir dhoka kha ja.enge

kaḌi dhuup men ham le aa.e apne komal giton ko

un ke phuul se chehre dekhen dhuup men kumhla ja.enge

ankhen muund ke chalne vaale dhun ke pakke nikle to

chalte chalte ik din aḳhir manzil ko pa ja.enge

kaun havaon ke par bandhe kaun hamara rasta roke

aag ka dariya hoga to bhi tair ke ham aa ja.enge

dana.i ke shahr ke baasi pagal-pan ke jangal men

jangal vaalo aankh bacha kar aag si bhaḌka ja.enge

man ki aankh khule to samjho nuur ka ziina chaḌhna hai

varna tan ki aankh ke shishe dhuup men dhundla ja.enge

dard-hava ka pichha karna sab ke bas ki baat nahin

apna pichha karte karte dost bhi ukta ja.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

fahmida-riaz

Ye Pairahan Jo Meri Ruh Ka Utar Na Saka

Ba-Zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho

aftab-iqbal-shamim

Hazimaten Jo Fana Kar Gain Ghurur Mera

Ishq Ka Pahla Bab Chal Raha Hai

Be-Chaargi-E-Hasrat-E-Didar Dekhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet