• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumko Kahte Hain Ki Aashiq Ki Fughan Sunte Ho

Tumko Kahte Hain Ki Aashiq Ki Fughan Sunte Ho

poet

tum ko kahte hain ki ashiq ki fughan sunte ho

ye to kahne hi ki baten hain kahan sunte ho

chaah ka zikr tumhari main kiya kis aage

kaun kahta hai ”kaho” kis ki zaban sunte ho

kashish-e-ishq hi laa.i hai tumhen yaan varna

aap se tha na mujhe ye to guman sunte ho

ek shab mera bhi afsana-e-jan-soz suno

qisse auron ke to ai jan-e-jahan sunte ho

vo gul-andam jo aaya to ḳhajalat se tamam

zard ho jaoge ai lala-ruḳhan sunte ho

ek ke laakh suna.unga ḳhabar-dar raho

is taraf aa.i agar tab-e-ravan sunte ho

aaj kya hai kaho kyuun aise ḳhafa baiThe ho

apni kahte ho na meri hi miyan sunte ho

kaun hai kis se karun dard-e-dil apna iz.har

chahta huun ki suno tum to kahan sunte ho

ye vahi shoḳh hai aata hai jo ‘bedar’ ke saath

jis ko gharat-gar-e-dil afat-e-jan sunte ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ho Chuki Ab Shairi Lafzon Ka Daftar Bandh Lo

Patte Tamam Halqa-E-Sarsar Mein Rah Gae

baDe KHulus Se Daman Pasarta Hai Koi

Hath uThte Hi kaTa Chaliye Yahan Se Chaliye

Mana Ki Mera Dil Bhi Jigar Bhi Hai Koi Chiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet