• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Khaali Chand Hi Lab-E-Ju Rakhna Tha

Ek Khaali Chand Hi Lab-E-Ju Rakhna Tha

ik ḳhali chand hi lab-e-ju rakhna tha

us ke hijr ka ye bhi pahlu rakhna tha

sab ka daman motiyon se bharne vaale

meri aankh men bhi ik aansu rakhna tha

suraj karna tha meri peshani ko

is miTTi men ye bhi jaadu rakhna tha

kis ki ankhen kahan ki ankhen harf huiin

patthar the to ḳhud par qaabu rakhna tha

kiya tha us ke naam ki lau ko raushan jab

dilon men aks-e-ḳhiram-e-ahu rakhna tha

jab hasil la-hasil donon ek se the

phir ḳhud ko na asir-e-man-o-tu rakhna tha

yaad ka ḳhanjar utarna tha siine men

der tak ik manzar ko ḳhushbu rakhna tha

ik aalam se bhar kar us ki jholi ‘tur’

apni hatheli par barg-e-hu rakhna tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Murgh-E-Jaan Ko Zulf-E-Pechan Jal Hai

waseem-barelvi

Hum Apne Aapko Ek Masala Bana Na Sake

Ai Mere Hath Ke Kangan Khanak Aahista Aahista

Ek Duniya Mast Ek Aalam KHarab

Jo Mera Hosh Ka Aalam Hai Be-KHudi to Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet