• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Tasawwur Yar-E-Gul-Rukhsar Ka Feal-E-Abas

Kab Tasawwur Yar-E-Gul-Rukhsar Ka Feal-E-Abas

poet

kab tasavvur yar-e-gul-rukhsar ka feal-e-abas

ishq hai is gulshan-o-gulzar ka feal-e-abas

nikhat-e-gasu-e-khuban ne kiya be-qadr use

ab hai sauda nafa-e-tatar ka feal-e-abas

rishta-e-ulfat rag-e-jan men buton ka pad gaya

ab ba-zahir shaghl hai zunnar ka feal-e-abas

arzu-mand-e-shahadat ashiq-e-sadiq hue

ghair ko dar hai tiri talvar ka feal-e-abas

jab dil-e-sangin-dilan men kuchh asar hota nahin

girya hai is dida-e-khun-bar ka feal-e-abas

khvab men bhi yaar ko is ka khayal aata nahin

jagna tha dida-e-bedar ka feal-e-abas

khali-az-hikmat hua ‘bahram’ kab fel-e-hakim

kaam kab hai davar-e-dadar ka feal-e-abas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Han Dhanak Ke Rang Sare Khul Gae

Labon Par Tishnagi Aankhon Mein Hai Barsat Ka Aalam

Humne Sikha Hai Mohabbat Karna

poet

Husn Se Kam Nahin Martaba Ishq Ka

Be-KHud Aisa Kiya KHauf-E-Shab-E-Tanhai Ne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet