• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaisi Kaisi Thin Unhi Galiyon Mein Zeba Suraten

Kaisi Kaisi Thin Unhi Galiyon Mein Zeba Suraten

kaisi kaisi thiin unhi galiyon men zeba suraten

yaad ik ik moḌ pe aati hain kya kya suraten

nim-shab hote hain va jis dam dariche yaad ke

kis ada se jhankti hain ab vo ra.ana suraten

suraten kuchh dekh kar aisa bhi aata tha ḳhayal

ḳhaak se aisi kahan hoti hain paida suraten

luuT kar pahle-pahal aa.e the jab us shahr se

ajnabi lagti thiin ankhon ko shanasa suraten

aaj tak vo dil ki divaron pe kanda hain ‘bashir’

phir nazar aa.en nahin jo mah-sima suraten

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bulawa Kaun Sa Koh-E-Nida Mein Rakkha Hai

Har Dam Ki Kashmakash Se Nikal Rasta Badal

mubarak-azimabadi

Ishq Ki Chausar Kis Ne Kheli Ye To Khel Hamare Hain

agha-shayar-qazalbash

Giri Gir Kar Uthi Palti To Jo Kuchh Tha Utha Lai

Be-Nashsha Bahak Raha Hun Kab Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet