• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah dekhi Thi Main Jis Ghar Mein Pari Ki Surat

Aah dekhi Thi Main Jis Ghar Mein Pari Ki Surat

mushafi-ghulam-hamdani

aah dekhi thi main jis ghar men pari ki surat

ab nazar aae hai vaan nauhagari ki surat

na vo andaz na avaz na ishva na ada

yak-ba-yak mit gai yuun jalvagari ki surat

ab khayal us ka vahan ankhon men phirta hai miri

koi phirta tha jahan kabk-e-dari ki surat

us ke jaane se mira dil hai mire siine men

dam ka mehman charagh-e-sahari ki surat

ne khabar us ko miri pahunche hai ne us ki mujhe

bandh gai hai ajab ik be-khabari ki surat

naam luun kis ka ki ik gul ke liye jaate hain

ashk ankhon se aqiq-e-jigari ki surat

‘mushafi’ hai yahi ab soch ki dekhen to falak

phir bhi dikhlaega yar-e-safari ki surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

thoDa Sa Aur Mujhko Tu Apne Qarib Kar

Dil Se Agar Kabhi Tera Arman Jaega

faiz-ahmad-faiz

Mai-Khanon Ki Raunaq Hain Kabhi Khanqahon Ki

Farsh-E-Zamin Pe Barg-E-KHizani Ka Rang Hai

Rawan Hai Mujh Mein Abhi Tak Wo Intiqam Ki Sham

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet