• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahar Guzar di Kabhi Andar Bhi Aaenge

Bahar Guzar di Kabhi Andar Bhi Aaenge

jaun-eliya

bahar guzar di kabhi andar bhi aenge

ham se ye puchhna kabhi ham ghar bhi aenge

khud ahani nahin ho to poshish ho ahani

yuun shisha hi rahoge to patthar bhi aenge

ye dasht-e-be-taraf hai gumanon ka mauj-khez

is men sarab kya ki samundar bhi aenge

ashuftagi ki fasl ka aghaz hai abhi

ashuftagan palat ke abhi ghar bhi aenge

dekhen to chal ke yaar tilismat-e-samt-e-dil

marna bhi pad gaya to chalo mar bhi aenge

ye shakhs aaj kuchh nahin par kal ye dekhiyo

us ki taraf qadam hi nahin sar bhi aenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Koi Apna Gham Hai Aur Na Ab Koi KHushi Apni

sahir-ludhianvi

Naghma-O-Sher Ki Saughat Kise Pesh Karun

Umr Guzri Rahguzar Ke Aas-Pas

shahida-hasan

Thahra Hai Qarib-E-Jaan Aa Kar

Kaam Ishq-E-Be-Sawal Aa Hi Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet