• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumko Apna Shumar Karte Hain

Tumko Apna Shumar Karte Hain

tum ko apna shumar karte hain

dida-o-dil nisar karte hain

un ka mashq-e-sitam rahe jaari

jin ko ham dil se pyaar karte hain

ham se to bad-guman rahe to rahe

ham tira e.atibar karte hain

ham banate hain phuul kanTon ko

aap phulon ko ḳhaar karte hain

aap ko shauq hai to maz.hab ham

ishq ka iḳhtiyar karte hain

ham juda tum se rah nahin sakte

rishta phir ustuvar karte hain

baḳhshi ‘ḳhushtar’ ko dard ki daulat

shukr-e-parvardigar karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chandni Shab Bhar Tahalti Chhat Pe Tanha Rah Gai

aftab-iqbal-shamim

Tamiz-e-Pisar-e-Zamin Wa Ibn-e-Falak Na Karna

ain-irfan

Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe

poet

Sab muKhaalif Jab Kinare Ho Gae

ahmad-ata

Wo Zamana Hai Ki Ab Kuchh Nahin diwane Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet