• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jabin Se naKHun-E-Pa Tak Dikhai Kyun Nahin Deta

Jabin Se naKHun-E-Pa Tak Dikhai Kyun Nahin Deta

poet

jabin se naḳhun-e-pa tak dikha.i kyuun nahin deta

vo a.ina hai to apni safa.i kyuun nahin deta

dikha.i de rahe hain samne valon ke hilte lab

magar vo kah rahe hain kya suna.i kyuun nahin deta

samundar bhi tiri ankhon men sahra ki tarah gum hai

yahan vo tangi-e-ja ki duha.i kyuun nahin deta

jab us ne toḌ di zanjir divaren gira di hain

asiri ke tasavvur se riha.i kyuun nahin deta

vo ḳhud se baḳhsh deta hai jahan-e-ab-o-gil mujh ko

talab ke bavajud aḳhir gada.i kyuun nahin deta

ab ankhon se nahin hathon se chhuna chahta huun

mujhe vo vasl-ameza juda.i kyuun nahin deta

‘zubair’ ik baar ungli bhi nahin chhune ko milti hai

vo apne hasht-pahlu men rasa.i kyuun nahin deta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Pyas Ki Aag

Humne Phulon Ko Jo Dekha Lab-O-ruKHsar Ke Baad

poet

Ho Ke Warafta Kahin KHud Ko Pukara to Nahin

poet

Kaun Si Aisi Lauh-E-Jabin Hai

Kabhi to Sehn-E-Ana Se Nikle Kahin Pe Dasht-E-Malal Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet