• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhin Batao Wo Kaun Hai Jo Har Ek Lamha Sata Raha Hai

Tumhin Batao Wo Kaun Hai Jo Har Ek Lamha Sata Raha Hai

razia-halim-jang

tumhin batao vo kaun hai jo har ek lamha sata raha hai

na niind raton ko aa rahi hai na chain din ko hi aa raha hai

ye ashk daman bhigo rahe hain ye ankhen suuji hui hain meri

main ek jalve ki us ke talib magar vo parde gira raha hai

tavaf-e-kaaba ko dekh to le tadap raha hai vajud mera

na paanv ab mere uth rahe hain na samne ghar vo aa raha hai

main ek majbur na-tavan si zaiif bandi huun us se talib

tamasha chup-chap dekhta hai kahan taras mujh pe kha raha hai

tujhe usi ki qasam hai maula hai tujh ko mahbub do jahan men

vo apne jalve dikha de mujh ko jo tu nazar se chhupa raha hai

har ek tadbir be-asar hai na ji rahi huun na mar rahi huun

junun-e-ishq-e-khuda hi logo ye haal mera bana raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

a-g-josh

Guzre Jo Apne Yaron Ki Sohbat Mein Chaar din

Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai

Jab Aasman Zamin Par Utarne Lagta Hai

Maujud the Wo Mere Hi Andar Khule Hue

farah-iqbal

Ek Muddat Se Yahan Thahra Hua Pani Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet