• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhein Pane Ki Haisiyyat Nahin Hai

Tumhein Pane Ki Haisiyyat Nahin Hai

tumhen paane ki haisiyyat nahin hai

magar khone ki bhi himmat nahin hai

bahut socha bahut socha hai main ne

juda.i ke siva surat nahin hai

tumhen roka to ja sakta hai lekin

mire a.asab men quvvat nahin hai

mire ashko mire be-kar ashko!!

tumhari ab use hajat nahin hai

abhi tum ghar se bahar mat nikalna

tumhari hosh ki halat nahin hai

dua kya duun bhala jaate hue main

tumhen takne se hi fursat nahin hai

mohabbat kam na hogi yaad rakhna!!

ye baḌhti hai, ki ye daulat nahin hai

zamane ab tire madd-e-muqabil

koi kamzor si aurat nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Yaad-E-Yar Se Ek Aag Mushtail Dil Mein

ahmad-nadeem-qasmi

Zikr-E-Mirrikh-O-Mushtari Ke Sath

Dil Hai Kyon Itna Pareshan Mujhe Malum Nahin

poet

Chahat Ghamze Jata Rahi Hai

poet

Darun-E-Mai-Kada Kis Darja Hasrat-Rez Hai Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet