• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Mat Samajhna Faqir Hun Main

Ye Mat Samajhna Faqir Hun Main

ye mat samajhna faqir huun main

ana ke haq men kasir huun main

mujhe sitara samajhne valon

falak pe badr-e-munir huun main

hai munsifi mere dam se qaa.em

adalaton ki mushir huun main

hai mujh men zanjir chahaton ki

mohabbaton ki asiir huun main

haqiqaten mujh men ḳhema-zan hain

sadaqaton ki safir huun main

kahan ga.i ishq ki vo shiddat

na tu vo ranjha na hiir huun main

kahan raha tirgi ka aalam

azal se raushan-zamir huun main

saja hai sheron men dard ‘mina’

ghazal ke lahje ki ‘mir’ huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal

Ye Hijraton Ka Zamana Bhi Kya Zamana Hai

Ajab Hain Surat-E-Haalat Ab Ke

indira-varma

Shafaq Ke Rang Nikalne Ke Baad Aai Hai

Dil Ishq Ki Mai Se Chhalak Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet