• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Se Rukhsat-Talab Hai Mil Jao

Tum Se Rukhsat-Talab Hai Mil Jao

shabnam-shakeel

tum se rukhsat-talab hai mil jaao

koi ab jan-ba-lab hai mil jaao

laut kar ab na aa saken shayad

ye masafat ajab hai mil jaao

dil dhadakte hue bhi darta hai

kitni sunsan shab hai mil jaao

is se pahle nahin hua tha kabhi

dil ka jo haal ab hai mil jaao

khvahishen be-sabab bhi hoti hain

kya kahen kya sabab hai mil jaao

kaun ab aur intizar kare

itni mohlat hi kab hai mil jaao

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hausla Kho Na Diya Teri Nahin Se Humne

poet

Kisi Ki Yaad Mein Likkha Hai Jo Kuchh

zaKHmon Ki Dukanon Pe KHaridar Bhi Aae

Jafa-E-Yar Ko Hum Lutf-E-Yar Kahte Hain

poet

Hosh-O-Hawas Jab Se Hamare Chale Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet