• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Se Poshida Koi Baat Nahin

Tum Se Poshida Koi Baat Nahin

tum se poshida koi baat nahin

haan nahin jan-e-iltifat nahin

har ghaḌi un ka dhyan un ka ḳhayal

sub.h apni nahin hai raat nahin

dil men kitni hi dastanen hain

aur honTon pe koi baat nahin

kal yahi raat thi yahi ham the

aaj ki raat men vo baat nahin

gham-e-janan kabhi gham-e-dauran

gham se aḳhir hamen najat nahin

apni manzil pe aa ga.i hai hayat

hadse aur sanehat nahin

mil gaya hai kisi ka gham ‘raje’

ab gham-o-fikr-e-ka.enat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Bhi Haal Mein Ye Haq-Kushi Gawara Nahin

poet

Lahu Lahu Aarzu Badan Ka Lihaf Hoga

Kafiri Mein Bhi Jo Chahat Hogi

Maulana Rumi

Ba-Roz-e-Marg Chu Tabut-e-Man Rawan Bashad

Wo Kahte Hain Aao Meri Anjuman Mein Magar Main Wahan Ab Nahin Jaane Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet