• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Le Ke Apne Hath Mein Khanjar Na dekhna

Tum Le Ke Apne Hath Mein Khanjar Na dekhna

poet

tum le ke apne haath men khanjar na dekhna

aur dekhna to tan pe mire sar na dekhna

dushman bhi mere saath hi aata hai bazm men

tum ko qasam hai aankh utha kar na dekhna

gar dekhte nahin ho nadamat se jaur ki

tum ab to dekh lo dam-e-mahshar na dekhna

dil par rahegi naqsh ye be-mehriyan tiri

jaana aur is tarah se ki mud kar na dekhna

‘mail’ jo tauba karte ho kaisa hi abr ho

phir aankh utha ke shisha-o-saghar na dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hijr Achchha Visal Achchha Hai

Apne Bojh Se TuT Raha Hun

Ummid-E-Shauq Ho Ya Wada-E-Rahat-Fiza Koi

Pari Ke Aane Ke Imkan Bante Jate Hain

nasir-kazmi

Hoti Hai Tere Nam Se Wahshat Kabhi Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet