• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Jo Shamil Hue KHayalon Mein

Tum Jo Shamil Hue KHayalon Mein

poet

tum jo shamil hue ḳhayalon men

raushni aa ga.i havalon men

ab to ai chand baam par aa ja

chandni aa ga.i hai balon men

us ne nazren hi pher li mujh se

kuchh nahin rah gaya savalon men

ek lamhe ki to zarurat thi

aur vo lamha na aaya salon men

teri ankhon pe baat hone lagi

jang si chhiḌ ga.i ghazalon men

qatl insaniyat ka karte hain

bheḌiye aadmi ki khalon men

ye ‘muqaddas’ haqiqi duniya hai

aap rahti hain kin ḳhayalon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kuchh Yun Bhi Mujhe Ras Hain Tanhaiyan Apni

poet

Kya Bad-Gumaniyan Hain Meri Jaan Lijiye

Charagh-E-Shauq Jala Kar Kahan Se Jaana Tha

Bedam Shah Warsi

Ye Saqi Ki Karamat Hai Ki Faiz-e-Mai-Parasti Hai

Fursat Nahin Hai Mujhko Mohabbat Ke Khel Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet