• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Jo Sar Hum Teri Chaukhat Se Lagae Hue Hain

Ye Jo Sar Hum Teri Chaukhat Se Lagae Hue Hain

abrar-ahmad

ye jo sar ham tiri chaukhat se lagae hue hain

ye samajh le ki zamane ke satae hue hain

ham ne is dil ko kahin aur lagaya hua hai

aur ye haath kahin aur uthae hue hain

tujhe dekhun to mujhe yaad ye kaun aata hai

tu ne ye rang bhala kis ke churae hue hain

kar-e-duniya ne hamen mohlat-e-yak-khvab na di

so kahin khoe hue hain na hi paae hue hain

ham hi kuchh gosh-bar-avaz nahin the varna

tum ne pahle bhi yahi bol sunae hue hain

kis liye yaad dilate ho abhi rahne do

kya hua ham jo koi baat bhulae hue hain

kaam jo ham se nahin hoga kiye jaate hain

ham se uthta jo nahin bojh uthae hue hain

dekhne ki tujhe kuchh dil men hai hasrat bhi abhi

aur ye bhi ki tire shahr men aae hue hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai

Jala Ke Aankhen Siyah Shab Ko Khangalna Hai

Ab Jo uTThenge to Kandhon Pe uThana Hoga

poet

Jawanon Mein Mohabbat Nim-Jaan Malum Hoti Hai

Is Qadar Bhi Dukhi Nahin the Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet