• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Ai Rais! Ab Na Agar Aur Magar Karo

Tum Ai Rais! Ab Na Agar Aur Magar Karo

tum ai ra.is! ab na agar aur magar karo

kuchh der apne saath bhi pyare! basar karo

mumkin hai zaat ka usi lamhe men ho zuhur

ik lamha ka.enat se qat-e-nazar karo

tayyara-ha-e-ahd-e-ravan hain sada-shigaf

misl-e-shua-e-nur ḳhala men safar karo

kab tak muamla ye dimaghon se shahd kaa?

tasir-e-zahr ban ke dilon men guzar karo

kab tak ḳhud apne dil men chubho.oge barchhiyan

nok-e-sinan se gumbad-e-be-dar men dar karo

milta nahin makan jo sharifon ke shahr men

uTTho tava.ifon ke gharane men ghar karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera Panw Zer-E-Zamin Hai Pas-E-Asman Mera Hath Hai

Kam Se Kam Tazkira-E-Ishq Ka Unwan Ho Jae

Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

jigar-moradabadi

Kabhi Shakh O Sabza O Barg Par Kabhi Ghuncha O Gul O Khaar Par

poet

Kina Jo Tere dil Mein Bhara Hai So Kidhar Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet