• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Tukdon Mein Bati Hui Zindagi

Tukdon Mein Bati Hui Zindagi

azra-abbas

pahle ham zindagi ko tukdon men

taqsim karte hain

aur phir

in tukdon ko rakh kar

bhuul jaate hain

ye bhuul hamare jism ko

ek jaal men lapet leti hai

kaun sa tukda

kahan rakha tha

jis ki zarurat padti hai

vaqt par vo nahin milta

ham saari zindagi

zarurat ke vaqt

apni zindagi ke tukde

talash karte rahte hain

lekin

be-tartibi aur bhul-bhulayyan

jaari rahti hain

zindagi guzar jaati hai

aur guzar jaane ke baad

tukde aapas men mil jaate hain

ya koi dusra unhen jama kar leta hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaina Kabhi Qabil-E-didar Na Howe

poet

Fasl-E-Gul Mein Jo Koi Shakh-E-Sanobar Tode

parveen-shakir

Bichhda Hai Jo Ek Bar To Milte Nahin dekha

Mana Teri Nazar Mein Tera Pyar Hum Nahin

akhtar-ansari

Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet