• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhse Bahut Qarib Bhi Tanha Bhi The Hamin

Tujhse Bahut Qarib Bhi Tanha Bhi The Hamin

kishwar-naheed

tujh se bahut qarib bhi tanha bhi the hamin

the abru-e-ishq pa rusva bhi the hamin

ankhon men khuun tha ki zamin thi lahu lahu

zanjir-e-gham pahan ke tamasha bhi the hamin

har har qadam pe ik nai divar thi khadi

us raat ke safar men ujala bhi the hamin

maalum tha ye ishq nahin maat ka hai khel

paspa hue the ham hi havala bhi the hamin

maalum tha ki vahshaten apni bisat hain

maalum tha ki shaam ka taara bhi the hamin

ankhon men khvab chubhte rahenge tamam umr

ye dard-e-la-dava tha masiha bhi the hamin

ab yaad bhi na aao ki vaada bhi tha yahi

dasht-e-bala men vaada-e-farda bhi the hamin

ai subh-e-nau-bahar kabhi tu idhar bhi aa

ahbab jante hain ki tujh sa bhi the hamin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Hum chhoD Den Arz-E-Hunar KHamosh Ho Jaen

Tan Kar Sine Ko Chalne Hi Nahin Deti Mujhe

Tumhein Kya Kaam Nalon Se Tumhein Kya Kaam Aahon Se

poet

Ba-tasKHir-E-Butan Tasbih Kyun Zahid Phiraate Hain

mardan-ali-khan-rana

Gai Fasl-E-Bahaar Gulshan Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet