• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / nafas nafas ki mili hai mujhe saza kaisi

nafas nafas ki mili hai mujhe saza kaisi

nafas nafas ki mili hai mujhe saza kaisi

ye ret ret bikharti hui ana kaisi

guzishta zaḳhmon ke Tanke tamam TuuT ga.e

koi bata.e ki chalne lagi hava kaisi

sakun mile kisi lamha na ye bikhar jaa.e

ata hui hai mujhe zindagi ḳhuda kaisi

kabhi kabhi vo mujhe sun ke chaunk uTThega

hai jangalon men bhaTakti hui sada kaisi

‘shamim’ aap to qaa.il the chup pighalne ke

labon pe aaj sisakti hui sada kaisi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Banda-Parwar Jo Na Pachhtaiyega

Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko

poet

Pamal-E-KHiram-E-Naz Kije

Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha

sajida-zaidi

Faqiri Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet