• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Dard-E-Nihan Hai Aur Main Hun

Mera Dard-E-Nihan Hai Aur Main Hun

poet

xshab-e-ahd-e-gul men baaqi hain abhi ra.ana.iyan

tairti hain gham ki gahra.i men kuchh parchha.iyan

der tak tanha khaḌa dekha kiya us moḌ par

ja chuki thiin jis taraf bajti hui shahna.iyan

saḳhti-e-daur-e-ḳhizan ko chaar din biite nahin

phir vahi bulbul ke naghme phir chaman-ara.iyan

ḳhud se bhi ḳhalvat men milne ko taras jaata huun main

lipTi rahti hain hamesha yuun miri parchha.iyan

‘nur’ be-payan ḳhala men Dubti hai jab nazar

aur baḌh jaati hain meri raat ki tanha.iyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-mansuri

Safed Raat Se Mansub Hai Lahu Ka Zawal

Umr Guzri Rahguzar Ke Aas-Pas

poet

Jo Raha Yun Hi Salamat Mera Jazb-E-Walihana

Nikhat-E-Zulf Ko Ham-Rishta-E-Jaan Kahta Hun

ada-jafarey

Aankhon Mein Rup Subh Ki Pahli Kiran Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet