• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-Kalam Kahe

Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-Kalam Kahe

tujhe ‘kalim’ koi kaise ḳhush-kalam kahe

jo din ko raat bata.e sahar ko shaam kahe

piye baghair kaho to ye tishna-kam kahe

vo raz-e-mai jo surahi kahe na jaam kahe

na jaane ruuTh ke baiTha hai dil ka chain kahan

mile to us ko hamara koi salam kahe

kahun jo barhaman o shaiḳh se haqiqat-e-ishq

ḳhuda ḳhuda ye pukare vo raam raam kahe

main gham ki ragni be-vaqt bhi agar chheḌun

zaban-e-vaqt mujhe vaqt ka imaam kahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Maut Ka Manzar Jo Tha Din Raat Wahi Hai

parveen-shakir

Wahima

mubarak-azimabadi

Na Lae Tab-E-did Ausan Wale

Nae Safar Ki Lazzaton Se Jism O Jaan Ko Sar Karo

poet

Be-Maqsad KHake Mubham Taswiren Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet