• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujh Qaid Se Dil Ho Kar Aazad Bahut Roya

Tujh Qaid Se Dil Ho Kar Aazad Bahut Roya

tujh qaid se dil ho kar azad bahut roya

lazzat ko asiri ki kar yaad bahut roya

tasvir miri tujh bin ”mani” ne jo khenchi thi

andaz samajh us ka ”bahzad” bahut roya

naale ne tire bulbul nam chashm na ki gul ki

fariyad miri sun kar sayyad bahut roya

juen paḌi bahti hain ja dekh gulistan men

tujh qad se ḳhajil ho kar shamshad bahut roya

a.ina jo paani men hai gharq ye baa.is hai

tujh saḳht-dili aage faulad bahut roya

yaan tak mire mash.had se hai tishna-labi paida

is samt jo ho guzra jallad bahut roya

‘sauda’ se ye main puchha dil main bhi kisi ko duun

vo kar ke bayan apni rudad bahut roya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mizaj Le Ke Bil-aKHir Juda Kidhar Jae

Hijr Ki Raat Hai Isko Shab-E-Matam Na Bana

na kashti hai na fikr-e-na-KHuda hai

khwaja-meer-dard

Sina-O-dil Hasraton Se Chha Gaya

poet

Mangna KHwahish-E-Didar Se Aage Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet