• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujh Pe Hum Ek Kitab Likh baiThe

Tujh Pe Hum Ek Kitab Likh baiThe

tujh pe ham ik kitab likh baiThe

is ko kar-e-savab likh baiThe

doston ke suluk ko bhi ham

aaj koi azaab likh baiThe

us ko likhna tha kam-nazar lekin

haa.e ali-janab likh baiThe

ham ko likhni thi ik ghazal lekin

apne gham ka hisab likh baiThe

teri qamat ki baat jab aa.i

husn ka ik nisab likh baiThe

garche ḳhat ka hai intizar abhi

phir bhi ham hain javab likh baiThe

ḳhat men alqab us ko ai ‘ḳhushtar’

taaza rangin gulab likh baiThe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Achchhe Lafzon Se Nawaze Ya Wo Ruswai Kare

Aankh Ki Zid Ko Hamesha Hi Se Bahlaya Gaya

poet

Kisi Tez Jhonke Ke Sang Thi Meri Odhni

simTun to Sifr Sa Lagun Failun to Ek Jahan Hun Main

Gham Nahin Naz-E-Husn Hai Husn Ke Naz uThae Ja

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet