• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tufan Mein Bhanwar Mein Na Dhaaron Ki God Mein

Tufan Mein Bhanwar Mein Na Dhaaron Ki God Mein

poet

tufan men bhanvar men na dharon ki god men

Duubi hai meri naav kinaron ki god men

kya jaane aaj kyuun hain sitare dhuan dhuan

ye kaisi tirgi hai sitaron ki god men

bad-nam gulsitan men ḳhizan hi to hai magar

kya kya na gul khile hain baharon ki god men

mausam tha ḳhush-gavar to manzar tha ḳhush-gavar

ab vo kashish kahan hai nazaron ki god men

raftar par bhi qaid thi guftar par bhi qaid

guzri bhi zindagi to hisaron ki god men

ai dost dusron ka sahara to maut hai

ḳhud-dar kab pale hain saharon ki god men

mizrab-e-vaqt chheḌe tu ‘kausar’ suna.i de

avaz gum hai saaz ke taron ki god men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Roz Ke Intizam Se Pahle

Ek Sajda KHush-Gulu Ke Aage Sahwan Ho Gaya

fatima-hasan

Meri Zamin Pe Lagi Aap Ke Nagar Mein Lagi

Jise Likh Likh Ke KHud Bhi Ro paDa Hun

Lamha Lamha Ek Nai Sai-E-Baqa Karti Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet