• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Ne Lagai Ab Ki Ye Kya Aag Ai Basant

Tu Ne Lagai Ab Ki Ye Kya Aag Ai Basant

tu ne laga.i ab ki ye kya aag ai basant

jis se ki dil ki aag uThe jaag ai basant

kaifiyyat-e-bahar ke tu us ko de ḳhabar

mauj-e-nasim ki tarah uḌ laag ai basant

har shaḳh zard o surḳh o siyah hijr-e-yar men

Daste hain dil ko aan ke juun naag ai basant

munh dekho ashiqon ke muqabil huun rang men

bandhi hai mujh se kis liye tu laag ai basant

tujh men kahan ye buqalamuni kahan ye sang

dasht-o-jabal ko ḳhair se ab bhaag ai basant

juun tar-e-chang chheḌ na ‘insha’ ko baat men

tera suna hua hai ye ghaTrag ai basant

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Ab Wahi Harf-E-Junun Sab Ki Zaban Thahri Hai

Shajar-E-Ishq Hamein Dar Ke Manand Bhi Hai

shad-azimabadi

Kaba Bhi Hai Tuta Hua But-Khana Hamara

Mujhe Bhi Nim Ke Jaisa Na Kar De

Kya Wasl Ki Ummid Mere Dil Ko Kabhi Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet