• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Nahin Hoga Magar Ye Silsila Rah Jaega

Tu Nahin Hoga Magar Ye Silsila Rah Jaega

tu nahin hoga magar ye silsila rah ja.ega

tere hone ka tasavvur ja-ba-ja rah ja.ega

qurbaton ki raah se ho kar guzar ja.enge ham

manzilon par darmiyan bas fasla rah ja.ega

kis ne socha tha ki ye itna hasin ik vaqi.a

ek din siine men ban kar hadsa rah ja.ega

rah-e-dil ko raund kar aage nikal ja.enge log

aankh men uThta ghubar-e-qafila rah ja.ega

main kahin kho ja.unga le kar nigah-e-shuq-e-did

tu charagh-e-husn le kar DhunDhta rah ja.ega

kya yunhi ḳhamosh duniya se guzar ja.enge ham

kya jo kahna hai vo sab kuchh an-kaha rah ja.ega

jab kahin kuchh bhi nahin tha bas ḳhuda tha aur phir

jab kahin kuchh bhi na hoga bas ḳhuda rah ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Banjar taKHayyul Par Kisi Be-Ab Rishte Mein

Qaid Main Kaise Daere Mein Hun

asrarul-haq-majaz

dilli Se Wapsi

Muddat Ki Tishnagi Ka Inam Chahta Hun

poet

Usi Ke Jalwe The Lekin Visal-e-Yar Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet