• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Na Ho Ham-Nafas Agar Jine Ka Lutf Hi Nahin

Tu Na Ho Ham-Nafas Agar Jine Ka Lutf Hi Nahin

tu na ho ham-nafas agar jiine ka lutf hi nahin

jis men na tu sharik ho maut hai zindagi nahin

ishrat-e-did hai yahi apna bhi kuchh rahe na hosh

jalva ba-qaid-e-tab-e-did asl men jalva hi nahin

avval-e-ishq hi men kya dil ka ma.aal dekhna

ye to hai ibtida-e-soz aag abhi lagi nahin

ishq hai kaif-e-be-ḳhudi is ko ḳhudi se kya gharaz

jis ki faza ho vasl o hijr ishq vo ishq hi nahin

ye bhi na ho ḳhabar ki sar sajde men hai jhuka hua

jis men ho bandagi ka hosh vo koi bandagi nahin

kis ka sar-e-niyaz tha pa-e-ayaz par jhuka

mana-e-bandagi-e-shauq satvat-e-ḳhusravi nahin

kar na sukun-e-dil ka gham hadi-e-mubtala zara

ishq ki bargah men dard ki kuchh kami nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aleena-itrat

Zinda Rahne Ki Ye Tarkib Nikali Maine

abhishek-shukla

Kisi Tarah Ki Ibaadat Rawa Nahin Rakhunga

Subut Apni Mohabbat Ka Use Dena Zaruri Tha

poet

Kyun Na Le Gulshan Se Baj Us Arghawan-Sima Ka Rang

zaKHmon Ki Dukanon Pe KHaridar Bhi Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet