• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tegh-E-Nigah-E-dida-E-Khun-Khaar Nikali

Tegh-E-Nigah-E-dida-E-Khun-Khaar Nikali

mardan-ali-khan-rana

tegh-e-nigah-e-dida-e-khun-khar nikali

kyuun aap ne ushshaq pe talvar nikali

bhule hain ghazalan-e-haram raah khata se

tum ne ajab andaz ki raftar nikali

dhadka mire naale ka raha murgh-e-sahar ko

avaz shab-e-vasl na zinhar nikali

har ghar men kahe rakhte hain kohram padega

gar laash hamari sar-e-bazar nikali

akhir miri turbat se ugi hai gul-e-nargis

kya bad-e-fana hasrat-e-didar nikali

main vasl ka saail huun na vaade ka talab-gar

baton men abas aap ne takrar nikali

jal jaega ye khirman-e-hasti abhi ai dil

siine se agar ah-e-sharar-bar nikali

dil le ke bhi ‘raana’ ka kiya paas na afsos

kuchh hasrat-e-dil tu ne na ayyar nikali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Ahl-E-Mohabbat Kya Kahiye Kya Chiz Mohabbat Hoti Hai

Safar Ke Sath Safar Ki Kahaniyan Hongi

Jami Hun Barf Ki Surat Pighalna Chahti Hun Main

Marte Nahin Ab Ishq Mein Yun to Aatish-E-Furqat Ab Bhi Wahi Hai

Dil-E-Nadan Koi Mahshar Na uThana Is Waqt

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet