• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai

Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai

ajab hi kya hai agar dhund men ghubar men hai

vo shaḳhs apne bana.e hue hisar men hai

kahan hai vaqt abhi ham ko dil lagane ka

hamari soch abhi fikr-e-rozgar men hai

ghamon ke saa.e men ḳhushiyon ke phuul mahke hain

ḳhizan ka aks bhi kuchh mausam-e-bahar men hai

jo eqtidar ke laa.eq na tha kisi surat

sitam ye hai ki vahi shaḳhs eqtidar men hai

ḳhuda ko karna hai vapas rahe ḳhayal ‘ejaz’

hamare paas to ye zindagi udhar men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yun Apne Dil Ke Bojh Ko Kuchh Kam Kiya Gaya

hasrat-mohani

Muqarrar Kuchh Na Kuchh Ismein Raqibon Ki Bhi Sazish Hai

Mazaq-E-Ishq Se Main Sharmsar Ho Na Saka

baiTha Nahin Hun Saya-E-Diwar Dekh Kar

Baadshahi Ho Ki Daryuza-Gari Ka Mausam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet