• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Apne Husn Ki Aaraishon Mein Gum Ho Ja

Tu Apne Husn Ki Aaraishon Mein Gum Ho Ja

poet

tu apne husn ki ara.ishon men gum ho ja

mujhe na dekh mire saath sogvar na ho

tiri nazar ki ye avargi tujhe ma.alum

ḳhuda kare ki kabhi mujh pe ashkar na ho

ye marhala bhi miri vahshaton men baaqi hai

ki dil ke dard men tera koi shumar na ho

kabhi to ho ki kare tu bhi pyaar ke va.ade

kabhi to ho ki mujhe tera e.atibar na ho

ye soch kar tire daman se haath khinch liya

kahin ye dast-e-vafa tujh ko nagavar na ho

na jaane kyuun isi tashvish men guzari umr

ki zindagi kisi dast-e-karam pe baar na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abroo-shah-mubarak

Koyal Nin Aa Ke Cock Sunai Basant Rut

Teri Tund-KHui Teri Kina-Jui Teri Kaj-Adai Teri Bewafai

ahmad-faraz

dosti Ka Hath

sauda-mohammad-rafi

Gul Phenke Hai Auron Ki Taraf Balki Samar Bhi

ahmad-nadeem-qasmi

Ajib Rang Tere Husn Ka Lagaw Mein Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet