Main Khak Tha Aadmi Banaya Tu Ne main khaak tha aadmi banaya tu ne aur aib-e-maasi ko chhupaya tu ne kya shukr ada karun karam ka tere is kaah ko koh kar dikhaya tu ne
Leave a Reply