• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Adu to chhoD Diye KHair-KHwah Mar Diye

Adu to chhoD Diye KHair-KHwah Mar Diye

adu to chhoḌ diye ḳhair-ḳhvah maar diye

muhafizon ne ka.i be-gunah maar diye

bahut sata.e hue lashkaron ki haibat ne

darun-e-qasr ka.i badshah maar diye

lahu taḌapne laga hai ki surḳh noTon ne

bhari kach.hari men saare gavah maar diye

andhera jab bhi baḌhaya gaya zamane men

charagh-e-haq ne sabhi ru-siyah maar diye

jab aa.i baat kabhi hamsari se masnad par

to sarbarahon ne kuchh sarbarah maar diye

nahin hai vaqt sa ‘adil’ koi yahan jis ne

kulahen rol diin aur kaj-kulah maar diye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghurur-E-Zabt Se Aah-O-Fughan Tak Baat Aa Pahunchi

ahmad-nadeem-qasmi

Restaurant

poet

Bab-e-Qafas Khulne Ko Khula Hai

Chand-Taron Ne Koi Shai to Chhupai Hui Hai

poet

Dil Buton Pe Nisar Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet