• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / To Phir Main Kya Agar Anfas Ke Sab Tar Gum usMein

To Phir Main Kya Agar Anfas Ke Sab Tar Gum usMein

to phir main kya agar anfas ke sab taar gum us men

mire hone na hone ke sabhi asar gum us men

miri ankhon men ik mausam hamesha sabz rahta hai

ḳhuda jaane hain aise kaun se ashjar gum us men

hazaron saal chal kar bhi abhi ḳhud tak nahin pahunchi

ye duniya kaash ho jaa.e kabhi ik baar gum us men

vo jaisa abr bheje jo hava sar par chala.e vo

mire dariya mire sahra mire kohsar gum us men

nahin malum aḳhir kis ne kis ko thaam rakkha hai

vo mujh men gum hai aur mere dar o divar gum us men

‘zafar’ us ke the ham to kab talak us se alag rahte

hue ham ek din hona tha aḳhir-kar gum us men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kab KHazana Talash Karta Hun

akhtar-hoshiyarpuri

Yak-Ba-Yak Mausam Ki Tabdili Qayamat dha Gai

Qanaat Umr-Bhar Ki Ghar Ke Baam-O-Dar Pe Rakkhi Thi

poet

Maqam-E-Hosh Se Guzra Makan Se La-Makan Pahuncha

rahat-indori

Jo Ye Har-Su Falak Manzar Khade Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet