• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Titli Se Dosti Na Gulabon Ka Shauq Hai

Titli Se Dosti Na Gulabon Ka Shauq Hai

poet

titli se dosti na gulabon ka shauq hai

meri tarah use bhi kitabon ka shauq hai

varna to niind se bhi nahin koi ḳhaas rabt

ankhon ko sirf aap ke ḳhvabon ka shauq hai

ham ashiq-e-ghazal hain to maghrur kyon na hon

aḳhir ye shauq bhi to navabon ka shauq hai

us shaḳhs ke fareb se vaqif hain ham magar

kuchh apni pyaas ko hi sarabon ka shauq hai

girne do ḳhud sambhalne do aise hi chalne do

ye to ‘charagh’ ḳhana-ḳharabon ka shauq hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Mauqe Ki Har Rishte Ki Dher Nishani Uske Pas

Kabhi Talash Na Zae Na Raegan Hogi

Us Se Ji Bhar Ke Mili Dad-E-Tamanna Mujhko

Sultan Baho

Sun Fariyaad Piran dia Pira Araz Suni Kan dhar Ke Hu

Jism Mein KHun Ki Rawani Ka Maza Aaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet