Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nusrat-mehdi

Tirgi Badh Rahi Hai Bahar Ki

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Nusrat Mehdi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

tirgi badh rahi hai bahar ki

raat bhi be-charagh hai ghar ki

abginon ki tarah tuut gai

jab imarat banai patthar ki

shaam palken bichhae baithi hai

ab thakan bhuul jaao din bhar ki

zindagi manzilon ko thukra kar

thokaren kha rahi hai dar-dar ki

sirf jazbon ko sard karna tha

zindagi ho to jaati patthar ki

More Poems

Mohabbat Tark Ki Maine Gareban Si Liya Maine

Aaya Hun Sang O Khisht Ke Ambar dekh Kar

Ai Zulf Uske Munh Se Tu To Lipat Rahi Hai

Wo Mar Gai Thi

Maqam-e-Shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai

Samne Ek Be-Rahm Haqiqat Nangi Ho Kar Nachti Hai

Haj Ka Safar Hai Ismein Koi Sath Bhi To Ho

Falak Pe Chand Nahin Koi Abr-Para Nahin

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.