• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tilism-Khana-E-Asbab Mere Samne Tha

Tilism-Khana-E-Asbab Mere Samne Tha

saleem-kausar

tilism-khana-e-asbab mere samne tha

mira hi dekha hua khvab mere samne tha

vahi nahin tha jise dil talak rasai thi

ki yuun to majma-e-ahbab mere samne tha

tamam umr sitare talash karta phira

palat ke dekha to mahtab mere samne tha

main ik sada ke tahayyur men ghir gaya varna

kinara samne girdab mere samne tha

kitab-e-ishq khuli thi suna raha tha koi

main padh raha tha naya baab mere samne tha

main dhundta raha maazi ke gum-shuda auraq

nisab-e-mimbar-o-mehrab mere samne tha

rida-e-faqr bacha le gai mujhe varna

fareb-e-atlas-o-kam-khvab mere samne tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Ek Aur Raat

Zer Hone Na Diya Himmat-E-Ali Ne Mujhe

Gulab Mange Hai Ne Mahtab Mange Hai

akhtar-ul-iman

Aagahi

Ab Zindagi Se Jaan chhuDane Laga Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet