• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin

Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin

thi kabhi ab magar vo chaah nahin

un se pahli si rasm-o-rah nahin

apni fariyad bhi hai jurm ki baat

un ki bedad bhi gunah nahin

kuchh na kuchh husn bhi to hai mujrim

sab ka sab aankh ka gunah nahin

jaane kis maslahat ke pesh-e-nazar

zulm ab un ke be-panah nahin

dekh ‘arif’ ye auj-e-ishq bhi dekh

ik tarana hai lab pe aah nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aisi Wahshat Pe Main Qurban Bhi Ho Sakta Hun

Hum Rah Gae Hamara KHalal Kyun Nahin Raha

akhtar-hoshiyarpuri

Khwab-Mahal Mein Kaun Sar-e-Sham Aa Kar Patthar Marta Hai

qateel-shifai

Umr Poshi

poet

Be-Irada Kucha-E-Qatil Mein Jaana paD Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet