Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abid-kazmi

Tha Mukhtasar Wajud Jasim-O-Jari Na Thi

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abid Kazmi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

tha mukhtasar vajud jasim-o-jari na thi

kirnon se aftab ki shabnam dari na thi

aate the us zaban pe bas lafz-e-ba-vaqar

vo mo’tabar zaban thi mithi chhuri na thi

arbab-e-fikr-o-phan bhi taassub ki zad pe hain

duniya buri to thi magar itni buri na thi

‘abid’ ko bad-e-marg bhi rakhenge yaad sab

jo zindagi guzari vo bazigari na thi

More Poems

Sitam Karo Na Karo Ikhtiyar Baqi Hai

Zamir-e-Nau-e-Insani Ke din Hain

Muddai Khush Main Hun Nalan Ya-Nasib

Mann-O-Salwa

Itna To dosti Ka Sila dijiye Mujhe

Bu-e-Khush-e-Tu Har Ki Ze-Baad-e-Saba Shunid

Khatm Hai Baadal Ki Jab Se Saebani dhup Mein

Tujhe Naqsh-E-Hasti Mitaya To dekha

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.