• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Burj Mein Falak Ne Sitare Milae Hain

Kis Burj Mein Falak Ne Sitare Milae Hain

poet

kis burj men falak ne sitare mila.e hain

dast-e-shab-e-firaq men saa.e hi saa.e hain

gulzar-e-zindagi ke hain gul-dan ke nahin

ye phuul kar-ḳhana-e-qudarat se aa.e hain

ḳhasta hue tane to jaḌen phuTne lagin

peḌon ne apne apne badan phir ugaa.e hain

saman-e-bud-o-bash tha jangal se shahr tak

ham apna bojh nafs ke ghoḌon pe laa.e hain

duniya men itne shor-sharabe ke bavajud

jo bolte nahin hain vahi ahl-e-ra.e hain

ham sar-phiron ka zauq-e-sukunat na puchhiye

jab shahr tang ho ga.e sahra basa.e hain

lagta hai apna zehn bhi apna nahin ‘nasim’

ḳhud-saḳhta ḳhayal bhi jaise para.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Taghaful Aur Karam Donon Barabar Kaam Karte The

Ye Kis Maqam Se aaKHir palaT Gaya Hai Tu

Sawal-E-Wasl Pe Uzr-E-Visal Kar baiThe

Koi KHushi Na Koi Ranj Mustaqil Hoga

poet

Ghar Yar Ka Humse dur Pada Gai Humse Rahat Ek Taraf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet