• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tha Harf-E-Shauq Said Hua Kaun Le Gaya

Tha Harf-E-Shauq Said Hua Kaun Le Gaya

tha harf-e-shauq said hua kaun le gaya

main jis ko sun sakun vo sada kaun le gaya

ik main hi jama-posh tha uryaniyon ke biich

mujh se miri aba o qaba kaun le gaya

ehsas bikhra bikhra sa haara hua badan

chaḌhti hararton ka nasha kaun le gaya

baton ka husn hai na kahin shoḳhi-e-bayan

shahr-e-nava se harf o sada kaun le gaya

main kab se huun asiir sarabon ke jaal men

niile samundaron pe ghaTa kaun le gaya

mai-ḳhana chhoḌ ghar ki fazaon men aa ga.e

ham se mata-e-laghzish-e-pa kaun le gaya

main jab na tha to mujh pe bahut qahqahe lage

ahbab se sirisht-e-vafa kaun le gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-rahi

Jinhen Ras Aa Gae Hain Ye Sahar-Numa Andhere

sahir-ludhianvi

Main Har Ek Pal Ka Shair Hun

Aaj Shayad Zindagi Ka Falsafa Samjha Hun Main

Hawa Mein Tair Rahe Hain Sahab miTTi Ke

ahmad-kamran

Tu Ziyaada Mein Se Bahar Nahin Aaya Karta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet