• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tewar Bhi Dekh Lijiye Pahle ghaTaon Ke

Tewar Bhi Dekh Lijiye Pahle ghaTaon Ke

tevar bhi dekh lijiye pahle ghaTaon ke

phir badban kholiye ruḳh par havaon ke

tum saath ho to dhuup bhi mujh ko qubul hai

tum duur ho to paas bhi ja.un na chhanv ke

ḳhud hi charagh-e-va.ada bujha de jo ho sake

ye hausle bhi dekh le meri vafaon ke

log apna mudda.a-e-dili kah ke ja chuke

mazmun sochte rahe ham iltijaon ke

mujh ko har ek shart safar ki qubul hai

kanTe nikal de koi bas mere paanv ke

kanon men jaise koi shahd ghol de ‘zuhur’

kitni miThas hoti hai lahje men maaon ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Is Gham-Kade Se Kuchh Na Laga Hath Hamare

Kuchh Aisa Be-Sar-O-Pa Zist Ka Nizam Raha

Ai Zauq Arz-E-Hunar Harf-E-Etidal Mein Rakh

poet

Ye Aur Baat Hai Har shaKHs Ke Guman Mein Nahin

poet

Soz-E-Dil Se Pur-Nam Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet