• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Ye Zulfen Nahin Tere ruKH-E-Raushan Ke Pas

Teri Ye Zulfen Nahin Tere ruKH-E-Raushan Ke Pas

teri ye zulfen nahin tere ruḳh-e-raushan ke paas

abr ke do TukḌe uTh kar aa.e hain gulshan ke paas

kyuun zamin hilne lagi hai kyuun pareshan ruuh hai

kaun ghabra ke chala aaya mire madfan ke paas

khinchna jazb-e-mohabbat us ka daman dekh kar

sar-nigun baiTha na ho fitna koi daman ke paas

phir to DhunDa bhi nahin milta koi murgh-e-chaman

ghar agar sayyad ka hota kisi gulshan ke paas

kaun deta hai hamare dil ko ye targhib-e-nek

rahnuma baiTha hua hai kya koi rahzan ke paas

main to samjha tha ki ab chhuTa gham-o-alam se

tegh us ki ruk ga.i aa kar miri gardan ke paas

bazm-e-dushman men naya fitna koi uThne ko tha

ḳhair guzri aap aa baiThe qayamat ban ke paas

‘shad’ ab dil ka tumhare haath aana hai muhal

vo magan baiTha hua hoga kisi pur-fan ke paas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aati Jati sans Kaise Tere Gham Se Man Gai

Jab Tak Safed Aandhi Ke Jhonke Chale Na The

KHayal-O-KHwab Mein Kab Tak Ye Guftugu Hogi

poet

Ishq-E-dahan Mein Guzri Hai Kya Kuchh Na Puchhiye

poet

Mahaz-E-Ilm Pe Chhaya Hua Andhera Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet