• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kamal-E-Admi Ki Intiha Hai

Kamal-E-Admi Ki Intiha Hai

obaidullah-aleem

kamal-e-admi ki intiha hai

vo ainda men bhi sab se bada hai

koi raftar hogi raushni ki

magar vo us se bhi aage gaya hai

jahan baithe sada-e-ghaib aai

ye saaya bhi usi divar ka hai

mujassam ho gae sab khvab mere

mujhe mera khazana mil gaya hai

haqiqat ek hai lazzat men lekin

hikayat silsila-dar-silsila hai

yunhi hairan nahin hain aankh vaale

kahin ik aaina rakkha hua hai

visal-e-yar se pahle mohabbat

khud apni zaat ka ik rasta hai

salamat aaine men ek chehra

shikasta ho to kitna dekhta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

Asrar-E-Ishq Hai Dil-E-Muztar Liye Hue

Gharaz Rahbar Se Kya Mujhko Gila Hai Jazb-E-Kaamil Se

sheikh-ibrahim-zauq

Kab Haq-Parast Zahid-E-Jannat-Parast Hai

ahmad-husain-mail

Kahte Hain Ki Raunaq-E-Jamali Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet