• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Pal Kahin Ruke the Safar Yaad Aa Gaya

Ek Pal Kahin Ruke the Safar Yaad Aa Gaya

ik pal kahin ruke the safar yaad aa gaya

phulon ko hansta dekh ke ghar yaad aa gaya

titli ke saath aa.i tiri yaad bhi hamen

rakkha hua kitab men par yaad aa gaya

baiThe the jis ki chhanv men ham donon muddaton

kya jaane aaj kyuun vo shajar yaad aa gaya

sarhad se koi aaya hai phir ḳhuun mangne

ik maan ko apna laḳht-e-jigar yaad aa gaya

phenka tha main ne tanz ka patthar kisi ki samt

‘ghalib’ ki tarah apna hi sar yaad aa gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tu KHafa Mujhse Hua Kya Bais

ahsan-marahravi

Baham Jo Husn O Ishq Mein Yarana Ho Gaya

Ek Jhalak Teri Jo Pai Hogi

sheikh-ibrahim-zauq

Kab Haq-Parast Zahid-E-Jannat-Parast Hai

Ki Is Se Pahle KHizan Ka Shikar Ho Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet