• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Umidon Ka Sath Degi Inayat-E-Barg-O-Bar Kab Tak

Teri Umidon Ka Sath Degi Inayat-E-Barg-O-Bar Kab Tak

poet

tiri umidon ka saath degi inayat-e-barg-o-bar kab tak

bahar hai mehrban tujh par magar rahegi bahar kab tak

jala.i tu ne agar na mash.al koi charagh aur DhunD lenge

jinhen zarurat hai raushni ki karenge vo intizar kab tak

ḳhayal-e-tausi.a o rif.at-e-bam-o-dar ki ḳhvahish baja hai lekin

makan ka bojh sah sakegi bina-e-na-pa.edar kab tak

tujhe guman hai ki ḳhvab tere shikast se mavara hain shayad

tujhe bacha.ega sang-bari se a.inon ka hisar kab tak

kabhi to gulzar barishon se chaman ka mahaul saaf hoga

faza men phaila.ega kudurat hava se uḌta ghubar kab tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Hi Ek shaKHs Tha Yaran-E-Kuhan Mein Aisa

muneer-niyazi

duri

Hum to Karbal Ko Hi Bas Dar-E-Baqa Kahte Hain

ajmal-siraj

Jo Ashk Barsa Rahe Hain Sahib

Tera KHayal Sar-E-Sham Gham Sanwarta Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet