• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Nigah-E-Lutf Bhi Nakaam Hi Na Ho

Teri Nigah-E-Lutf Bhi Nakaam Hi Na Ho

teri nigah-e-lutf bhi nakam hi na ho

dil to vo zaḳhm hai jise aram hi na ho

chaunka huun nim-shab bhi yahi soch soch kar

vo aftab ab bhi lab-e-bam hi na ho

tum jis ko jante ho faqat apni tab-e-ḳhas

vo ranj vo fasurda-dili aam hi na ho

ahista is larazte hue pul pe rakh qadam

sadiyon ka inhidam tire naam hi na ho

ai dil mafar to kar-e-jahan se nahin magar

itna to kar ki is men subuk-gam hi na ho

dastak si de rahi hai dariche pe bad-e-sub.h

ai mahv-e-ḳhvab sun koi paigham hi na ho

‘ḳhurshid’ tu ne kaise nibha.in ye uzlaten

jaise tujhe kisi se koi kaam hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haris-E-Shab Kabhi Aasuda-E-Sahar Na Hua

Sar-E-Arsh-E-Barin Hai Zer-E-Pa-E-Pir-E-Mai-KHana

abdul-mannan-tarzi

Jab Nigah-e-Talab Moatabar Ho Gai

Tumko Socha Tirgi Mein Der Tak

Aankhon Ka Bharam Nahin Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet