• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri KHushbu Tera Lahja Main Kahan Se Laun

Teri KHushbu Tera Lahja Main Kahan Se Laun

tiri ḳhushbu tira lahja main kahan se la.un

tu bata de tire jaisa main kahan se la.un

chand ko gher ke rakhte hain sitare har shab

phir bhala chand ko tanha main kahan se la.un

chashm-e-tar men bhi rahe aur bharam bhi rakh le

aisa Thahra hua dariya main kahan se la.un

us ki ḳhvahish hai ta.alluq ka koi naam na ho

aisa be-nam sa rishta main kahan se la.un

jazb kar le mujhe ḳhud men jo sama le mujh ko

ḳhushkiyon men vo jazira main kahan se la.un

khinch laa.e jo gunahon ke samundar se mujhe

ik nadamat ka vo qatra main kahan se la.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jhuTi Ummid Ki Ungli Ko pakaDna chhoDo

ahmad-tariq

dar Ke Baitha Hun Sar-Nigun Wahshat

Aankhon Se KHwab Dil Se Tamanna Tamam-Shud

KHwab Le Kar Kahan Nikal Aae

Sufi

Abru Ne Chashm-e-Naz Ne Mizhgan-e-Yar Ne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet